Heyy 👋

Main Ritesh hu... shayad hum kabhi baat nahi kiye,
par tumhe dekh ke lagta hai ki duniya thodi si filmy hai 💫

Tum dance karti ho na? Mujhe bhi lagta hai hum ek rhythm pe mil sakte hain 😜

Bas ek chhota sa sawaal hai...

Kya tumhe main thoda sa bhi pasand aaya? 💖